Monday, June 28, 2021

 

Kabhi Jiske Wafao Ke Qasmey hazar Thay๐Ÿ˜Š๐Ÿ’”


Humain to Pyar  Key Do Pal Bhi Naseeb Na Huey,
  Aur BadNaam Aisay Huey Jesay Ishq K Badshah Hum Hi Thay.!
    Wo Chor gyi Mujhko Mazburioyon ka Naam  btaa Ker,
     Kabhi Jiske Wafao Ke Qasmey hazar Thay..!!
    Hum ne bhi Dil ko Samjha liya Pila Ker Jaam-e-Sabar,
           Qadar Unko bhi Hogi  Hamari Ek Din, Jo Is Qadar be Qadar Nikley.!!
  Aur Kismat Ko kya Koshana Galti bhi Hamari Thi,
                  Zeb Dekhi Nahin Khud ki, Aur Dil k Bazaar me Kharidney Yaar Nikley..!!! 
         Aur Jab Sab Kuch Luta Ker Kharida Yaar-e- dil joii,
         Ptaa Chla key Phir Dil k Bazaar Se Hum Fakir Nikley,
              Khair Choro Jane Do Yehi Dastorey Zindagi hai imran ,
                 Yaar Bhi Uska Pyar Bhi Uska ,Jinke Noton  Ke Karobaar Hain..!!!!

Thursday, October 10, 2019

Kabhi Mujh Ko Sath Lekar Chal๐Ÿ’“๐Ÿ˜‡

Kabhi mujhko sath lekar, Kabhi mere sath chal kar,
Wo badal gaye achanak meri zindagi badal kar..!!
Huye jis pe meharaban tum koi khushnasib hoga,
Meri hasraten to nikalin mere ansuon main dhal kar..!!
Teri zulf-o-rukh k Qurban dil-e-zar dhundta hai,
Wahi champai ujaale Wahi surmai dhundta hai..!!
Koi phul ban gaya hai, koi chand, koi tara,
Jo chirag bujh gaye hain teri anjuman main jal kar..!!
Mere dosto Khudara mere sath tum bhi dhundo jra,
Wo yahin kahin chupe hain mere gam ka rukh badal kar..!!
Teri be jhijhak hansi se na kisi ka dil ho maila,
Ye nagar hai ainon ka yahan sans le sambhal kar.!!












Friday, September 27, 2019

Tarq-e-Taluq Se Kiya Hua Haasil..

Tarq-e-Taluq Sey Kiya Hua Haasil,
Tab Bhi Chahtay Thay Ab Bhi Chahtay Hain.!

Hanstay Huay Chehron Ko

                                                    Hanstay Huay Chehron Ko Ghamon Se Aazad Na Samjho,
Hazaaron Gham Chupay Hotay Hain Halki Si Muskaan Main.!

Jaanay Waalay Manzilon Ko

Jaanay Waalay Manzilon ko jaatay jaatay keh gaye,
Tum raastay ki dhool thay, So raastay main reh gaye.!

Kabi Khuwahishon Ne Loota..

                                                    Kabi Khuwahishon Ne Loota Kabi Be-Basi Ne Mara,
GiLa Mout Say Nahi Ha Hamain Zindagi Ney Maara..!

Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri

Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri,
Meri Saari Baatain Fazool Hon Jesay.!