Khabar nahi thi Jo khuwab mein hai
Wo khuwab mein bhi na mil sakega
Wo khuwab mein bhi na mil sakega
Khabar nahi thi kisi bhi rutt mein bhi
Ye phool dil ka na khil sakega
Ye phool dil ka na khil sakega
Wo un-kahi thi ke na rasai
Jo qurbaton ka na aya mousam
Jo qurbaton ka na aya mousam
Wo un-kahi thi ke na rasai
Jo qurbaton ka na aya mousam
Jo qurbaton ka na aya mousam
Ye mein ne socha kabhi nahi tha
Ke sochne ki saza mujhe milegi
Ke sochne ki saza mujhe milegi
Muhabbaton ki praayi, baarishon mein
Bheegne ki saza mujhe milegi
Bheegne ki saza mujhe milegi
Badal gaya hai qareeb aa ke
Khuwahishon mein nahaya mousamđź’”
Khuwahishon mein nahaya mousamđź’”

No comments:
Post a Comment